The ghazal
Read it in Urdu script-
Yun Hi Intezaar Karta Raha Aur Waqt Dhalta Raha Mere Intezaar Ka Soraj Har Lamha Pigalta Raha
-
Tay Tu Ye Hua Tha Ke Payen Ge Aik Hi Manzal Bech Rah Main Wo Mukr Gaya Suye Manzal Main Chalta Raha
-
Kabi Us Ke Liye Hans Diye Kabi Us Ke Liye Ro Diye Wo Khud Ko Tu Na Badal Saka Bas Muj Ko Hi Badalta Raha
-
Ab Tak Kese Chup Raha Ye Mat Poch Majid Waqt Muje Behlata Raha Or Main Behlta Raha


