The ghazal
Read it in Urdu script-
Jo Baat Nahi Karte Un Bolte Rangon Mai Main Ne Tumhain Socha Hai Jo Dil Se Guzarte Hain Un Ajnabi Raston Mai Mai Ne Tumhain Dekha Hai
-
Kehne K Liye Tum Se Batain Tu Bahot Si Hain Alfaz Nahi Milte Jo Meri Nazar Main Hain Is Shehr K Baghon Mai Wo Phol Nahi Khilte
-
Main Ne Tumhain Jana Hai Azhar K Rishton Se Jis Tarah Koi Banda Dharti Pe Nazar Dale Ik Bar Khuda Ho Ke


