The ghazal
Read it in Urdu script-
Suno !!
-
Mohabbat Yoon Nahi Hoti
-
Kisi Ka Naam Lene Se Kisi Ko Thaam Lene Se Kisi Ke Paas Jaane Se Kisi Ke Door Jane Se
-
Mohabbat Ka Janam Nahi Hota Jab Tak Dilo’n Ka Milan Nahi Hota
-
Suno !! Mohabbat Yoon Nahi Hoti
-
Ye Raabta Hai Dil Se Dil Ka Ye Naam Hai Be.tarteeb Dharkanoun Ka Mohabbat Tou Aankhon Se Bayan Hoti Hai Ye Tou Dil Ki Zubaan Hoti Hai
-
Suno !! Mohabbat Yoon Nahi Hoti…*
Submitted by SanWaL MAhI


