Skip to content
SadPoetry
EN
Jab Tera Hukm Mila Tark-e Mohabat Kar Di — Ahmad Nadeem Qasmi

Tark-e Mohabat Kar Di – Ahmad Nadeem Qasmi Ghazal

Ahmad Nadeem Qasmi Ghazal 5 couplets
  1. Jab Tera Hukm Mila Tark-e Mohabat Kar Di Dil Mgar Is Pe Wo Dharka Ke Qyamat Kar Di

  2. Tuj Se Mai Kis Tarah Azhar-e Tmna Karta Lafz Soje To Maani Ne Bghwat Kar Di

  3. Mai Tu Samjha Tha Ke Lot Aate Hai Jane Wale Tu Ne ja Kar Tu Judai Meri Qismat Kar Di

  4. Muj Ko Dushman Ke Iradon Pe Bi Pyar Ata Hai Teri Ulfat Ne Mohabat Meri Aadat Kar Di

  5. Poch Betha Hon Mai Tuj Se Tere Koche Ka Pta Teri Halat Ne Kesi Teri Soorat Kar Di

Report a mistake

More by Ahmad Nadeem Qasmi

All poems