Skip to content
SadPoetry
EN
Jab Dhar Ke Gham Se Na Iman Mili, Ham Logon Ne Ishq Ijad Kya — Ibn-e-Insha

Ham Logon Ne Ishq Ijad Kya

Ibn-e-Insha Ghazal 5 couplets
  1. Jab Dhar Ke Gham Se Na Iman Mili, Ham Logon Ne Ishq Ijad Kya Kabi Shehr Btan Main Khran Phire, Kabi Dashte Junon Abad Kya

  2. Kabi Bastyan Ban, Kabi Koh-o Daman, Raha Kitne Dino Bi Ji Ka Chlan Jahan Husn Mila whain Beth Rahe, Jahan Pyar Mila Wahan Sad Kya

  3. Shab-e Mah Main Jahan Bi Ye Dard Utha, Kabi Beet Kahy Likhi Chand Ngar Kabi Koh Se Ja Sar Phor Mary, Kabi Qais Ko Ja Ustad Kya

  4. Yehi Ishq Bil-Aakhar Rog Bna, Keh Hai Chah K Sath Bjog Bna Jisay Ban’na Tha Aish wo Sog Bna, Bra Man Ke Nagar Me Fisad Kya

  5. Ab Qurbat o Suhbat-e Yaar Kahan, Lab-o Aarz-o Zulf-o Kinar Kahan Ab Apna Bi Meer Sa Aalam Hai, Tuk Dekh Lya Je Shad Kya

Report a mistake

More by Ibn-e-Insha

All poems