The ghazal
Read it in Urdu script-
Zarre Zarre Mai Tera Aks Nazar Aata Hai Rasta Dekhte Rehna Bi Ab Asan Na Rha
-
Ratain Roti Hain K Wo Chand Na Ubra Ab Tak Din Bilakte Hain K Wo Mehr Drakhsan Na Rha
-
Pard-e Arz-o Sama Ka Ye Tkluf Kesa In Hijabon Mai Tu Jalwa Tera Pinha Na Raha
-
Tuj Se Ik Aas Lgai Thi Par Ae Jan-e Nadeem Ye Dia Bi Mere Sene Mai Frozan Na Rha


