The ghazal
Read it in Urdu script-
Suno Kuch Kehna Chahta Hon Tumhare Dil Mai Rehna Chahta Hon
-
Tumhari Aankhon Ka Dewana Hoon Shma Husn Ka Parwana Hon
-
Tumhari Adaon Ne Mashor Kya Ye Kehne Pe Majbor Kya
-
Tuj Sa Nahi Jhan Mai Koi Zmen Mai Koi Aasman Mai Koi
-
Is Qadar Sahb-e Jamal Hai Tu Be Masal He Tu Be Masal Hai Tu
-
Mai Tum Mai Tum Muj Mai Ghum Rho Mai Jism Bna Rhon Roh Tum Raho
-
Mere Samne Tera Husn-o Jamal Ho Jaan Teri Qasam Teri Hi Khayal Ho
Submitted by Anjum Aziz Abbas


