The ghazal
Read it in Urdu script-
Yun Hi Zindagi Ki Rah Mai Takra Gya Koi Khud Neche Utar Kar Muj Ko Latka Gya Koi
-
Rasman Hi Mai Ne Poch Lia Kuch Khaye Jnab Ghar Main Jo Kuch Pka Tha Sab Kha Gya Koi
-
Wegan Mai Bari Zoor Se Mai Cheekhi Mere Paon Ko Jab Sendal Se Dba Gya Koi
-
Muje Bra Mza Aya Kela Khate Hoye Lekin Afsos Hoya Jab Road Par Phsal Gya Koi
-
Jab Cheeting Karte Hoye Mai Ne Kisi Ko Pagal Kha Bari Khushi Se Jab Jhom Utha Koi
-
Mera Kya Jurm Tha Dost Kamran Ye Tu Bta Jab CD Ke Bhane Ghar Mai Chla Aya Koi
-
Wo Aik Lamhe Ka Safar Aaj Bi Yaad Hai Muje Jab Achanak Dil Ke Khane Mai Bas Gya Koi
-
Tum Kya Samjo Dil Ki Baat Cousin Mohsin Anpi Baton Se Dil Mai Jab Utar Gya Koi
-
Mai Is Qabal Tu Nahi K Koi Muje Ko Chahe Lekin Bna Poche Muj Ko Chah Gya Koi
-
Mudat Se Dil K Aangan Mai Load Shedding Thi Hina Apne Husn Ke Bulb Is Mai Jala Gya Koi


