The ghazal
Read it in Urdu script-
Farz Karo Ham Ahle Wafa Hon Farz Karo Dewane Hon Farz Karo Ye Dono Batain Jhoti Hon Afsane Hon
-
Farz Karo Ye Ji Ki Bpta, Ji Se Jor Sunai Ho Farz Karo Abi Aur Ho Itni, Adhi Ham Ne Chupai Ho
-
Farz Karo Tumhain Khush Karne Ke Dhonde Ham Ne Bhane Hon Farz Karo Ye Nain Tumhare Sach Much K Mekhane Hon
-
Farz Karo Ye Rog Ho Jhota, Jhot Pet Hmari Ho Farz Karo Is Pet K Rog Mai Sans Bi Ham Par Bhar Ho
-
Farz Karo Ye Jog Bjog Ka Ham Ne Dhong Rchaya Ho Farz Karo Bas Yehi Haqeqat Baqi Sab Kuch Maya Ho


