Na pocho mujh se

Na pocho mujh se lazat-e khanman barbad rahny ki
Nasheman sainkron main ne bana kr phonk dalay hain
Na pocho mujh se lazat-e khanman barbad rahny ki
Nasheman sainkron main ne bana kr phonk dalay hain
Rooh chhalni chhalni
Badan lahoo lahoo hai
Yeh jora naya nahi
Mein ne karaya isay rafo hai
Read More […]
Mujh mein hain khamiyan yeh bta rahay hain
Andhay mujhe aaina dikha rahay hain
Zulm hai ke khail qood ki umar mein
Bachay baston ka boojh utha rahay hain
Read More […]
Yeh maaen jo hoti hain
Bohat dil ke paas hoti hain
Pyar aur mohabbat mein be misaal hoti hain
Chout jo lagey aulaad ko
Read More […]
Din ke dahlty hi ujar jaati hai aankhein aesy
Jis tarah sham ko bazar kisi gaon main
Kya koi saza bhugat rha hai yh dil
Maut tak jo musalsal dharak rha hai yh dil
Tune tou hath thama tha humara zindagi bhar k liye
Phir kyun tanha bhatak rha hai yh dil ?
Laut k ao ge kabhi tum yhi umeed hai
K ab bhi betahasha tarap rha hai yh dil
Mein Ne Kal Shab Chahatoon Ki Sab Kitaaben Phaar Den
Sirf Ik Kaghaz Pay Likha Lafz Maa Rehne Diya