The poem
Read it in Urdu script-
Kya koi saza bhugat rha hai yh dil Maut tak jo musalsal dharak rha hai yh dil
-
Tune tou hath thama tha humara zindagi bhar k liye Phir kyun tanha bhatak rha hai yh dil ?
-
Laut k ao ge kabhi tum yhi umeed hai K ab bhi betahasha tarap rha hai yh dil
Submitted by 𝓥!