2205 poems
Kar Ke Dosti Ban Gaye Wo Dushman Aamir Aise Nibhai Ke Kisi Ne Nibhai Na Ho Gi
Anokhi Waza Hai Saaray Zamane Se Nirale Hain Yeh Aashiq Kon Si Bastii Ke Yarab Rehne Walay HainIlaaj Dard Mein Bhi Dard Ki Lazzat Pay Mrta Hon Jo They Chhaalon Mein Kantay Noke Sozen Se Nikalay Hain
Tum Mere Liye Ab Koi Aur Ilzaam Na Dhondo Chaha Tha Tumhen Ik Yehi Ilzaam Bohat Hai
College Ke Sab Bachay Chup Hain Kaghaz Ki Ik Nao Liye Charon Tarf Darya Ki Sorat Pheli Hoyi Bekari Hai
Dushmani Muj Kiye Ja Magar Apna Ban Kar Jaan Le Le Meri Sayad Magar Payar Se
Tanhaiyan Tumhara Pata Pochti Rahen Shab Bar Tumhari Yaad Ne Sone Nahi Diya
Kal Mein Ne Us Ko Dekha Tu Dekha Nahi Gaya Muj Se Bichar Ke Wo Bhi Bohat Gham Se Choor Tha
Aik Hangama Pe Moqof Hai Ghar Ki Ronaq Noha Gham Hi Sahi Naghma Shaadi Na Sahi
Kya Khoob Shaam Thi Jawan Woh Ro Raha Tha Galay Lag Ke Nadan WohNa Milay Tu Mar Jaon Ga Ye Kaha Us Ne Chor Kar Hmain Kar Gaya Heeran Woh
Sokhe Paton Ki Tarah Bikhre Hain Ham Tu Kisi Ne Smeta Bi Tu Sirf Jilane Ke Liye
Pa Sakey Gey Na Umar Bhar Jis Ko Justaju Aaj Bhi Usi Ki Hai
Khuda Ki Qasam Us Ne Khayai Jo Aj Qasam Hai Khuda Ki Maza A Gaya
Aur Faraz Chahyen Kitni Mohabaten Tujhe Maon Ne Tere Naam Par Bachon Ka Naam Rakh Dia
Bas Ik Bar Kisi Ne Galay Lagaya Tha Phir Us Ke Bad Na Mein Tha Na Mera Saya ThaGali Mein Log Bhi Thay Meray Uske Dushman Log Wo Sab Pe Hansta Hoya Mere Dil Mein Aya Tha
Wo Jhoot Bol Raha Tha Bare Saleqay Say Mein Ietbar Na Karta Tu Aur Kya Karta
Dar Hai Ke Mujhe Aap Bhi Gumrah Karein Gey Aate Hain Nazar Aap Bhi Kuch Rahnuma Se
Shab-e-gham Ki Barish Main Tera Aks Nazar Aata Hai Teri Yaadon, Teri Baaton Ka Raks Nazar Aata Hai
Abhi Arman Kuch Baqi Hain Dil Mein Mujhe Phir Aazmaya Ja Raha Hai
Wo Meri Subhon Ka Tara Wo Meri Raaton Ka Chaand Mery Dil Ki Roshni Tu Tha Magar Mera Na Tha
Jin Se Afsaan-E Hasti Mein Tasalsul Tha Kabhi Un Mohabat Ki Ravayat Ne Dam Tor Diya
Showing 988 of 2193