Dil bhi pagal hai ke

Dil bhi pagal hai ke us shakhs se wabasta hai
Jo kisi aur ka hony dy na apna rakhy
Dil bhi pagal hai ke us shakhs se wabasta hai
Jo kisi aur ka hony dy na apna rakhy
Kuch karna chaho to darna warna kaisa
Yaqeen ka bas ik diya jalana parta hai
Ik sifar laganay se cheezon ki qeemat bhi barh jati hai
Apni qeemat badhaane ko bhi sifar lagana parta hai
Read More […]
Ae bachpan tujhe yaad hai
Tera woh yun rotay rotay muskura dena tujhe yaad hai
Kaisay karoon mein bayan tujh ko
To ik hussain pal kaisay maamoor hua tujhe yaad hai
Hoti agar khwahish to pa lainay ka jazbah
Phir woh khushi se muyassar ya zid tujhe yaad hai
Read More […]
Samajhney se nah samjhane se ho ga
Moamma hal tre anay se ho ga
Hatheli par koi jaan le ke aaye
Mumkin yeh divanay se ho ga
Read More […]
Main us ko dekh ke chup tha usi ki shaadi main
Maza tu sara isi rasam ke nibah main tha
Thi khabar garam ke Ghalib ke uray gey purzy
Dekhne ham bhi gaye thy par tamasha na hoa
Shaam bhi ho jaye gi yeh, dil nashen aaye ga woh
Aarzoyeen ho rahi hain jagzin aaye ga woh
Pehlay bhi wadon se –apne kab kiya hai inhiraf
Ab wachan jo day diya to bil-yaqeen aaye ga woh
Read More […]