2205 poems
Safha-e Hasti Pey Likha Lafaz An Mit Ban Ja Srisht-e Muhammad (PBUH) Khud Main Samo Ley Jawadaan Ban Ja
Ibn-e Aadam Hon Khata Mere Khameer Main Hain Insaan Hon, Farishton Se Tu Nisbat Nahi Mujh Ko
Ab Taptay Hoye Sehraa Main Laho Kon Bahaye Hamar Muhabbat Ho Gayi Kamal Wird-e Wafa Karte
Dey Ke Dil Hath Tere Apne Hath Hath Par Hath Dharay Bethay Hain
Tere Siwa Mere Aur Bhi Kahin Gham Hain Ik Tera Roth Jana Waja Alalat Nahi Mujh KoBas Ik Terei Gali Ka Ho Ke Rah Jaon Ab Apnay Kamon Se Itni Bhi Faraghat Nahi Mujh Ko
Ab Ke Khud Se Bhi Roth Jaane Ki Aadat Nahi Mujh Ko Tere Siwa Kisi Aur Ki Aadat Nahi Mujh KoRafta Rafta Yeh Hunar Bhi Sekh Jaon Ga Abhi Rotho Ko Manane Ki Aadat Nahi Mujh Ko
Aaamir Jab Zabat Tota Akhir Mera Naam Likha , Bhout Chuma Us Ne
Jane Walay Se Mulaqaat Nah Honay Payi Dil Ki Dil Mein Hi Rahi Baat Nah Honay Payi
Tuje Bhol Kar Bi Na Bhula Skoon, TUje Chah Kar Bi Na Pa Skoon Meri Hasratoon Ko Shumar Kar Meri Chahton Ka Sila Na da Day
Ehl-e Khurd Ko Aaj Bhi Apne Yaqeen Ke Liye Jis Ki Misaal Hi Nahi Us Ki Misaal Chahiye
Gulab Bhi Khoob Hai Lekin Mujhe Hai Pasnad Mehk Us K Hathon Ki Hinna Ki
Khuda Karay Wo Din Bhi Mayasar Ho Jis Din Main Keh Sakoon Baba! Aaj Tum Sar Fakhar Se Utha Kar Chalo
Aankh Ke Is Ishare Se Kya Gul Us Ne Jal Raha Tha Jo Diya Itni Hawa Hote Hoye
Muzir Sahet, Mohabbat Se Muztarib Hi Achay Ho Hi Jayen Ge Kisi Aur Mein Se Do Chaar BachayKya Karne Kisi Se Waday Jhotay Ya Sachey Iraday Un Ke Naik They, Ya They Kachay Pakkay
Ishq K Dhaon Mai Pro K Mujay Hansane Ka Keh Gya Hai Wo Ro K Mujay Be Chain Sorat Us Ki Aa Jati Hai Aata Nahi Chain Ab So K Mujay
Honton Ko Roz Ik Naye Darya Ki Aarzo Le Jaye Gi Ye Payas Ki Awargi Kahan
Nah Sahi Aur Par Itni To Inayat Karte Apne Maheman Ko Hanstay Hue Rukhsat KarteMabham Alfaaz Mein Hum Ne Tujay Kya Likha Hai To Kabhi Rubaroo Aata To Wazahat Karte
Khud Jo Soonpa Tuja Rutbaa Aala Zarfi Ka Main Bhala Kese Apni Hi Be Adabi Karta
Umar Jitni Bhi Kati Us Ke Bhrose Pe Kati Aur Ab Sochta Hun Is Ka Bhrosa Kya Tha
Lakhon Mein Intikhab Ke Qabil Bna Dya Jis Dil Ko Tum Ne Dekh Liya Dil Bna Diya
Showing 748 of 2193