2205 poems
Hazar Chehry Hain Mojod Aadmi Ghayab Ye Kis Kharaby Main Dunya Ne La Ke Chor Diya
Yeh Bhi Fakhr Hai Ke Kisi Nay Wafa Ki Ban Gaya Mera Mere Zakhamo Ki Dawa KiBhula Hi Dyie Mujhe Is Nay Dukh Sabhi Ban Ke Mila Hai Mujh Ko Nemat Kkhuda Ki
Mein Ne Jin Ke Liye Rahon Mein Bichaya Tha Laho Ham Se Kehty Hai Wohi Ehad-E Wafa Yaad Nahi
Mere Ham-Sukhn Ka Ye Hukam Tha Ke Kalam Us Se Mein Kam Karon Mere Hont Aese Silay Ke Phir Meri Chup Ne Us Ko Rula Diya
Mere Rone Ka Jis Mein Qissa Hai Umar Ka Behtreen Hissa Hai
Wo Jo Kehta Tha Kuch Aitbaar Karo Aamir Mera Mohsin Ban K Mujhe Loota Us Ne
Yaad Rakhna Hi Mohabat Mein Nahi Hai Sab Kuch Bhol Jana Bhi Bari Baat Hoya Karti Hai
Mujhe Pholon Pe Bhi Neend Na Aye Gi Mera Markaz Mera Mehwar Teri Aghosh Hai Aj
Koi Chara Nahi Dua Ke Siwa Koi Sunta Nahi Khuda Ke Siwa
Ghamza Nahi Hota Ke Ishara Nahi Hota Aankh Un Se Jo Milti Hai Tu Kya Kya Nahi HotaJalwa Naho Maani Ka Tu Surat Ka Asar Kya Bulbul Gul Tasweer Ka Sheeda Nahi Hota
Aayaan Hi Nahi Kiya Is Behte Darya Ka Manzar Aankh Main Kuch Chala Gaya Tha, Bahana Kar Diya
Ham Hai Sokhe Hoye Talab Pe Bethay Hoye Hans Jo Taluq Nibahte Hoye Mar Jaate Hain
Wo Jo Haal-e Zaman Dekh Kar Cheekhti Thi Roti Thi Main Ne Khud Wo Gonjti Aawaz Hai Sula Dali
Tujhe Tu Raaj Karway Chahay Meera Ghar Nahi Bana Main Tere Liye Dar Hi Bana Kabhi Dewaar Nahi Bana
Ab Ki Bar Jab Main Aya Chor Kar Wo Roty Rahy Koi Or Bhana Kar K
Hayat Ik Mustaqil Gham Ke Siwa Kuch Bhi Nahi Shayad Khushi Bhi Yaad Aati Hai Tu Aansu Ban Ke Aati Hai
Ye Saaneha To Kisi Din Guzarne Wala Tha Main Bach Bhi Jata To Ik Roz Marne Wala Tha
Shehr Ko Teri Justaju Hai Bohat In Dino Ham Pey Guftagu Hai Bohat
Khwahish Ke Izhaar Se Darna Seekh Liya Dil Ne Kun Samjhota Karna Seekh Liya
Ae Dost Ham Ne Tark-e Mohabat Ke Bawajod Mehsoos Ki Hai Teri Zaroorat Kabhi Kabhi
Showing 708 of 2193