Musalsal hadson se bas

Musalsal hadson se bas mujhe itnis shakyat hai
Keh ye aanso bahane ki bhi muhlat nahi dete
Musalsal hadson se bas mujhe itnis shakyat hai
Keh ye aanso bahane ki bhi muhlat nahi dete
Lanat ho hukmraanon ke aisay nizam par
Iflaas mantazar hai jahan gaam gaam par
Har roz qeematon mein izafah hai be panah
Joon tak bhi rengti nahi ibn-e ghulam par
Read More […]
Ab to insaan ki azmat bhi koi cheez nahi
Log pathar ko kkhuda maan liya karte thay
Yaad ka zakham bhi hum tujh ko nahi day satke
Dekh kis aalam gurbat mein miley hain tujh se
Us ko rukhsat to kya tha mujhe maloom nah tha
Sara ghar le gaya ghar chore ke jane wala
Tumhara naam aaya aur hum taknay lagey rasta
Tumhari yaad aayi aur khirki khol di hum ne
Aik hum thay sir phiray jo jal bujhe logon mein thay
Warna jis ko dekhte miyaar ke logon mein thay
Kon zalim hukmran ki baat ka deta jawab
Log jitne thay wahan sab sir katay logon mein thay
Read More […]