Jis ne is daur ke insaan
Jis ne is daur ke insaan kiye hain paida
Wohi mera bhi khuda ho mujhe manzoor nahi
Read our best collection of Khuda Poetry and shayari from popular Urdu poets. We have a large database of poetry which is updated regularly.
Jis ne is daur ke insaan kiye hain paida
Wohi mera bhi khuda ho mujhe manzoor nahi
Ab to insaan ki azmat bhi koi cheez nahi
Log pathar ko kkhuda maan liya karte thay
Aao ik sajda krein aalm-e madhoshi mein
Log kehtey hai ke saghar ko khuda yaad nahi
Qyamat Tak Sajde Mai Rhe Sar Mera Ae Khuda
K Teri Namton K Shukar Ke Liye Ye Zindagi Kafi Nahi
Ghabra Ke Aasman Ke Tarf Dekhti Thi Khalaq
Jese Khuda Zameen Peh Mojood Hi Na Tha
Main Kese Man Loon Ke Koi Mera Nahi Raha
Jab Tak Khuda Ki Zaat Hai Tanha Nahi Hoon Main
Soda Gari Nahi Ye Ibadat Khuda Ki Hai
Ae Be-Khabar Jaza Ki Tamana Bhi Chor De
Nahi Sajde Kiye Ham Ne Kabi Ghairon Ki Chokhat Par
Hmain Jis Ki Zarorat Ho Khuda Se Mang Lete Hain