Ajnabi heran mat hona

Ajnabi heran mat hona ke dar khulta nahi
Jo yahan abad hain un par bhi ghar khulta nahi
Ajnabi heran mat hona ke dar khulta nahi
Jo yahan abad hain un par bhi ghar khulta nahi
December ki shab aakhir na pocho kis tarah guzri
Yehi lagta tha har dam wo hmain kuch phol bhejy ga
Muskurao bahhar ke din hain
Gul khilao bahhar ke din hain
Dkhtran chaman ke qadmon par
Sir jhukao bahhar ke din hain
Read More […]
Dekhte kuch hain dikhaty hamein kuch hain ke yahan
Koi rishta hi nahi khawab ka tabeer ke sath
Jism tha noor isay hum ne hi pahnai raat
Kha gayi din ke ujaloon ko yahan chai raat
Shab ke daman mein faqat khawab hai mehroomi hai
Hum ko mafhom yeh samjhane chali aayi raat
Read More […]
Gar kabhi rona hi par jaye to itna rona
Aa ke barsaat tere samnay tauba kar le
Wafa ki kon si manzil pay is ne chorra tha
Ke woh to yaad hamein bhool kar bhi aata hai