2205 poems
Dunya Ne Tajurbaat O Hwadis Ki Shakal Mein Jo Kuch Muje Diya Hai Wo Luta Raha Hun Mein
Zahir Ki Aankh Se Nah Tamasha Karay Koi Ho Dekhna To Deedaa Dil Wa Karay KoiMansoor Ko Howa Lab, Goya Payam Mout Ab Kya Kisi Ke Ishhq Ka Daawa Karay Koi
Kis ko khabar thi, kis ko yaqeen tha ke aesy bhi din ayen gey Jeena bhi mushkil ho ga aur marnay bhi na payen gey
Kitni qatil hai ye aarzoo zindagi ki Mer jate ha kisi pr log jene ke liye
Tamashbeni ke kothay main rooh dafna ke aya hon Main bari mushkil se apni laash utha ke laya hon
Ab Aur Kya Kisi Se Marasam Barhyen Ham Ye Bhi Bohat Hai Tuj Ko Agar Bhol Jayen Ham
Mohabat Ke Gharon Ke Kache Pan Ko Ye Kahan Samjhen In Aankhon Ko Tu Bas Aata Hai Barsaten Bari Karna
Ek Raat Hui Barsat Bohat Mein Roya Sari Raat BohatHar Gham Tha Zamane Ka Lekin Mein Tanha Tha Us Raat Bohat
Sabi Kuch Ho Chuka Un Ka Hamara Kya Raha Hasrat Na Dein Apna, Na Dil Apna, Na Jan Apni, Na Tan Apna
Jab Milo Kisi Se Tu Zara Door Ki Yaari Rakhna Jaan Lewa Hote Hain Aksar Sene Se Lagane Wale
Wo Zard Patoon Ki Pahli Barish Aur Mosmon Ka Machalte RehnaWo Gungati Lehron Ki Sargam Aur Yun Teri Yaadon Ka Sulgate RehnaWo Nange Paon Dhop Mein Chalna Aur Dukhon Ko Ginte Rehna
Wo Marz Ishq Hi Kya Abbas Jis Mein Jaldi Shafa Mile Kon Mange Ga Khushion Ki Dua Jis Ko Dard Mein Khuda Mile
Khatar Se Ya Lihaz Se Mein Maan Tu Gya Jhoti Qasam Se Aap Ka Emaan Tu Gya
Tu Saamne Hai Tu Phir Kyn Yaqeen Nahi Aata Ye Bar Bar Jo Aankhon Ko Mal Ke Dekhte Hain
Hamary armaano se sajao, shah-e wqat aur mehal banao Apna to foot path thikana, dekh ke hmain mat sharmao
Ye Rim Jhim, Ye Barish, Ye Aawargi Ka Mosam Hamare Bas Mein Hota Tere Pass Chale Aate
Usay kehna Juft aur taaq ka nahiham se koi wasta hmain to jab lagi zarb lgai
Chalay thy jinhain dekh kr kehny laga bacha Baba mere hathon main sitary to nahi hain
Tum Hmare Kisi Tarah Na Hoye Warna Dunya Mai Kya Nahi Hota
Aa gayi yaad sham dhalty he Bujh gaya dil chiragh jalaty he
Showing 448 of 2193