Muskurao bahhar ke din hain

saghir siddiqui poetry ghazal

Muskurao bahhar ke din hain
Gul khilao bahhar ke din hain

Dkhtran chaman ke qadmon par
Sir jhukao bahhar ke din hain

Me nahi hai to asshk gham hi sahi
Pi bhi jao bahhar ke din hain

Tum gaye ronaqe bahhar gayi
Tum nah jao bahhar ke din hain

Haan koi waardaat saghar o me
Kuch sunaaoo bahhar ke din hain

Subscribe
Notify of
guest
0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments