Daman Jhtak Ke Wadi-E Gham

Daman Jhtak Ke Wadi-E Gham Se Guzar Gya
Uth Uth Ke Dekhti Rahi Gard-e Safar Mujhe
Daman Jhtak Ke Wadi-E Gham Se Guzar Gya
Uth Uth Ke Dekhti Rahi Gard-e Safar Mujhe
Raat Tu Waqt Ki Paband Hai Dhal Jaye Gi
Dekhna Ye Hai Chiraghon Ka Safar Kitna Hai
Azal Se Be simat Justuju Ka Safar Hai Darpaish Panyon Ko
Kisy Khabar Kis Ko Dhondta Hai Meri Tarah Raygan Samandar
Reat Hi Reat Hai Is Dil Main Musafar Mere
Aur Ye Sehra Tera Nakash-e Kafe Pa Chahta Hai
Chalne Ka Hosla Nahi Rukna Mahal Kar Dya
Ishq Ke Is Safar Ne Tu Muj Ko Nidhal Kar Dya
Ajab Tzad Mein Kata Hai Zindagi Ka Safar
Labon Pe Pyas Thi Badal Thay Sir Pe Chaye Hoye
Safar Tweel Tha Mera Rafeq Koi Na Tha
Mera Ye Dukh K Dukhon Main Shrek Koi Na Tha
Us Ki Yaad Ko Bna Leta Hon Hamsafar Apna
Mere Sath Jab Koi Hamsafar Nahi Hota
Submitted By: Anjum Aziz Abbas