Sadiyon Ki Musafat Pey Khara Hai
Wo Aaj Bhi Sadiyon Ki Musafat Pey Khara Hai
Dhonda Tha Jisy Waqt Ki Dewaar Gira Kar
Read our best collection of Waqt poetry. Enjoy shayari collection of popular urdu and hindi poets. Our poetry collection is updated regularly.
Wo Aaj Bhi Sadiyon Ki Musafat Pey Khara Hai
Dhonda Tha Jisy Waqt Ki Dewaar Gira Kar
Ab Ke Waqat Is Qadar Tezi Se Guzar Gaya
Keh Yaadain Bhi Theek Tarah Se Raqam Na Ho Saken
Dard ki dil pe hukomat thi kahan that us waqt
jab muje teri zaroora thi kahan tha us waqt
Mout ke sukh main chala aya muje dekhne ko
Zinda rehne ki museebat thi kahan tha us waqt
Dil ke daryaon main ab rait hai sehrayon ki
Jab muje tum se muhabat thi kahan tha us waqt
Aaj Meri Kalai Aik Ghari Se Bhi Mehroom hai
Warna Main Tu Ik Shaks Ka Waqt Khredta Raha Hun
Kisi Bhi Waqt Badal Sakta Hai Lamha Koi
Is Qadar Khush Bhi Na Ho Meri Preshani Par
Mosam, Kushbu, Bad e Saba, Chaand, Shafaq Aur Taaron Mein
Kon Tumhare Jesa Hai Waqt Mila Tu Sochen Gey
Be Naam Se Ik Khof Se Dil Kyun Hai Preshan
Jab Tey Hai Keh Kuch Waqt Se Pehle Nahi Hoga