Teray Liye Chairag Ban Jaoon Ga

Gham Nah Kar Teray Liye Chairag Ban Jaoon Ga
Khud Jal Kar Teri Raah Mein Roshni Kar Jaoon Ga
Dar Hai Ke Mujh Se Ruswaiyun Nah Milein Tumhe
Tark Talluq Mein Khud Hi Se Kar Jaoon Ga
Read More […]
Read our latest collection of Gham poetry from popular Urdu and Hindi Poets. We have a large database of poetry which is updated regularly.
Gham Nah Kar Teray Liye Chairag Ban Jaoon Ga
Khud Jal Kar Teri Raah Mein Roshni Kar Jaoon Ga
Dar Hai Ke Mujh Se Ruswaiyun Nah Milein Tumhe
Tark Talluq Mein Khud Hi Se Kar Jaoon Ga
Read More […]
Jab Gham Meri Dharkan Meri Baton Se Ayaan Tha, Tu Kahan Tha
Jab Charon Taraf Dard Ke Darya Ka Samaa Tha, Tu Kahan Tha
Ab Aaya Hai Jab Dhal Gaye Hain Sabhi Mosam, Maray Humdam
Jab Tairay Liye Mra Har Ehsas Jawaa Tha, Tu Kahan Tha
Read More […]
Terei Tarah Tera Gham B Hmain Maat De Gya
Aankhian Tu Dhanp Li Mgar Aansoo Na Chup Sake
Aata Hai Kon Kon Mere Gham Ko Baantane
Mohsin Tu Meri Moat Ki Afwah Ura Ke Dekh
Hal E Dil Kya Kahen Sanam Tumko
Shab E Gham Kyun Khatam Nahi Hoti
Rukh E Jana Naqab Utaar Zara
Khalish E Dil Hi Kam Nahi Hoti
Tum Jo Wada Agar Nibha Lete
Aaj Ye Chashm Nam Nahi Hoti
Gham Hai Nah Ab Khushi Hai Nah Umeed Hai Nah Yaas
Sab Se Nijaat Paye Zamane Guzar Gaye
Bachon Ki Tarah Chahy Mujhe Daant Le Koi
Lekin Sharat Ye Hai Ke Mere Gham Baant Le Koi
Na Teri Yaad Na Dunya Ka Gham Na Apna Khayal
Ajeeb Sorat E Haal Ho Gayi Payare