Jee nahi karta hai ab rehne ko pakistan mein

Jee nahi karta hai ab rehne ko pakistan mein
Koy mujh ko bahar nikalu is azaab jaan se
Gandagi ka dhair jagah jagah mojood hai
Niklny ka dil nahi karta bahar imaan se
Read More […]
Jee nahi karta hai ab rehne ko pakistan mein
Koy mujh ko bahar nikalu is azaab jaan se
Gandagi ka dhair jagah jagah mojood hai
Niklny ka dil nahi karta bahar imaan se
Read More […]
Barish hui tu ghar ke darechy se lag ke ham
Chup chap sogwaar tumhain sochty rahy
aankh mein aankh daal dekha hai
mein ne sara jamal dekha hai
teri yaado ke aik lamhay mein
mein ne guzarta saal dekha hai
Read More […]
Jin ko soraj meri chokhat se mila karta tha
Ab wo kheraat main dete hain ujaly mujh ko
Kaash main lot jaon bachpan ki waadi main
Na koi zarorat thi, Na koi zarori tha
Kal Dophar Ajeeb Si Ik Be Dili Rahi
Bas Telian Jala Ke Bhujata Raha Hoon Mein
Hamein jo zabt ka haasil kamaal ho jaye
Hamara ishq bhi jannat-e misaal ho jaye
Suna hai tum ko saleeqa hai zakham bharnay ka
Hamaray ghaao ka bhi indimaal ho jaye
Read More […]
Aankh zabt-e khumar jane jaan
Aik taaza bahhar jane jaan
Bhool jana tumhe mumkin hi nahi
Ae mere no nehar jane jaan
Kaan kis ne bharay hai yeh tairay
Read More […]