Naqsha Utha Ke Koi

Naqsha Utha Ke Koi Naya Shehar Dhondiye
Is Shehar Mein To Sab Se Mulaqaat Ho Gayi
Naqsha Utha Ke Koi Naya Shehar Dhondiye
Is Shehar Mein To Sab Se Mulaqaat Ho Gayi
Uth Gayi Hain Samnay Se Kaisi Kaisi Soorten
Roiye Kis Ke Liye Kis Kis Ka Maatam Kijiyej
Ik haqeqat sahi firdos main horon ka wajod
Husn-e insaan se nimat lon to wahan tak dekhun
Bohat Pehlay Se In Qadmon Ki Aahat Jaan Letay Hain
Tujhy Ae Zindagi Hum Daur Se Pehchan Letay Hain
Log Toot Jatay Hain Aik Ghar Bananay Mein
Tum Taras Nahi Khatay Bastiyan Jalanay Mein
Asi nazuk dil de log han, sada dil na yaar dukhaya kar
Na jhoty waday keta kar, na jhoti qasmain kahaya kar
Tenu kinni wari main aakhiyan aey, menu wal wal na azmaya kar
Teri yaad de wich main mar jaan sa, menu inna yaad na aya kar
Ik Lehar Hai Ke Mujh Mein Uchalne Ko Hai Zafar
Ik Lafaz Hai Ke Muje Se Ada Hone Wala Hai
Jab tak tere baray main likha tujhy acha laga
Mauzo ke badalty hi tera mazaj bhi badla