Ab apni yaadon se

Ab apni yaadon se humein rihayi de
Humein har jagah na dikhayi de
Aaj ik aur baras beet gya us ke beghair
Jis ke hoty hoye hoty thy zamane meray
Ae naye saal bta, tujh mein naya pan kya hai ?
Har taraf khalq ny kyun shoar macha rakha hai
Roshni din ki wohi taron bhari raat wohi
Aaj hum ko nazar aati hai har aik baat wohi
Read More […]
Bety hain apny baap ki jageer ke raqeeb
Wo ghar bhi koi ghar hai jis main betian na hon
Wafa Tujh Se Aey Bewafa Chahta Hun
Mere Sadgi Dekh Kya Chahta Hun
Hain shair tere shusta, lab o lehja haseen hai
Par kya hai ke yeh murda paraston ki zameen hai
Ae sehmi kasak too ne mera sath diya hai
Hamdard meri tu hai, tu hi dil ki maken hai
Read More […]
Basti mein ab koi ghar roshan nahi hai
Dukh yeh hai logon ko bhi uljan nahi hai
So charaghoon ko jala rakha hai lekin
Ghar hai ke phir bhi sun-hwa roshan nahi hai
Read More […]