2215 poems
Hai justuju ki khoob se hai khoob-tar kahan Ab thahrati hai dekhiye ja kar nazar kahan
Dil dharakne ka sabab yaad aaya Wo tiri yaad thi ab yaad aayaAaj mushkil tha sambhalna ai dost Tu museebat mein ajab yaad aaya
Baagh baharan te gulzaran, bin yaaran kis kaari Yaar mile dukh jaan hazaran, shukar kahan lakh waari Uchi jaai nehun lagaaya, bani museebat bhaari Yaaran baajh Muhammad Bakhsha, kaun kare ghamkhwari
Koi ummeed bar nahin aati Koi soorat nazar nahin aatiMaut ka ek din muayyan hai Neend kyun raat bhar nahin aati
Saare jahan se achchha hindostan hamara Ham bulbulen hain is ki ye gulsitan hamaraGhurbat mein hon agar ham rahta hai dil watan mein Samjho waheen hamen bhi dil ho jahan hamara
Tohmat-e-chand apne zimme dhar chale Jis liye aaye the so ham kar chaleZindagi hai ya koi toofan hai Ham to is jeene ke hathon mar chale
Apni lehar hai apna rog Dariya hoon aur pyasa hoon
Kujh wasah na saah aaye da, maan keha pher karna Jis jusse nu chhand chhand rakhen, khaak andar wanj dharna Loye loye bhar lai kuriye, je tudh bhaanda bharna Shaam pai bin shaam Muhammad, ghar jaandi ne darna
Hazaron khwahishen aisi ki har khwahish pe dam nikle Bahut nikle mire arman lekin phir bhi kam nikle
Hai justuju ki khoob se hai khoob-tar kahan Ab thahrati hai dekhiye ja kar nazar kahanHain daur-e-jam-e-awval-e-shab mein khudi se door Hoti hai aaj dekhiye ham ko sahar kahan
Lab pe aati hai dua ban ke tamanna meri Zindagi shama ki soorat ho khudaya meri!Door duniya ka mire dam se andhera ho jaaye! Har jagah mere chamakne se ujala ho jaaye!
Apni dhun mein rahta hoon Main bhi tere jaisa hoonO pichhli rut ke sathi Ab ke baras main tanha hoon
Dushman mare te khushi na kariye, sajna vi mar jana Deegar te din hoya Muhammad, orak nu dub jana
Hazaron khwahishen aisi ki har khwahish pe dam nikle Bahut nikle mire arman lekin phir bhi kam nikleDare kyun mera qatil kya rahega us ki gardan par Wo khun jo chashm-e-tar se umr bhar yun dam-ba-dam nikle
Alvida ae December! Tum bhi jaate ho to jaoJaise jaate hain sabhi Ik adhoori baat chhor kar
Jo mila tha saal bhar mein, sab December le gaya Bas tumhari yaad ka ik zakhm taaza rakh gaya
Phir December aa gaya hai, phir wahi hai sard shaam Dhund ke sheeshe pe main ne likh diya hai tera naam
Mere Chehray Se Mera Dard Na Parh Pao Ge Wasi Meri Aadat Hai Har Baat Pe Muskra Dena
Mein mra nahi abhi Dil bujha nahi abhiZindagi se uns Husn se lagao hai abhiHarf-e haq aziz hai
Abhi Meri Apni Samajh Mein Bhi Nahi Aa Rahi Mein Jabhi Tu Baat Ko Mukhtasir Nahi Kar Raha
Showing 28 of 2203