The ghazal
Read it in Urdu script-
Gham Nah Kar Teray Liye Chairag Ban Jaoon Ga Khud Jal Kar Teri Raah Mein Roshni Kar Jaoon Ga
-
Dar Hai Ke Mujh Se Ruswaiyun Nah Milein Tumhe Tark Talluq Mein Khud Hi Se Kar Jaoon Ga
-
Tairay Aanchal Mein Hon Phool Khwahish Meri Apna Daman Mein Kaanton Se Bhar Jaoon Ga
-
Laakh Bhulane Se Bhi Nah Bhool Sakuu Gi Tum Mein Pyar Hi Tum Se Itna Kar Jaoon Ga
-
Sanwaro Apna Naseeb Tum Khushi Se Imaan Mein Ke Barf Pay Bani Tasweer Aakhir Mit Jaoon Ga
Submitted by iqbal designs


