Chand Bacho Ko Pala Tha Mamta Ne

Chand Bacho Ko Pala Tha Mamta Ne Jatan Se
Mamta Ka Sila Phir Bhi Na Zaeefi Main Payi
Har Cheez To Taqseem Hoyi Baap Ke Martay
Ik Maan Thi Jo Hisay Main Kisi Ke Na Aayi
Chand Bacho Ko Pala Tha Mamta Ne Jatan Se
Mamta Ka Sila Phir Bhi Na Zaeefi Main Payi
Har Cheez To Taqseem Hoyi Baap Ke Martay
Ik Maan Thi Jo Hisay Main Kisi Ke Na Aayi
Taaqat Se Sar Qalam Kiye Jate Hain ‘Saahil’
Dil Toh Mohabbat Ko Sajda Karte Hain
Tum Ny Wafa Na Ki To Zindgi Ny B Wafa Na Ki
Shayad Meri Zindgi Teri Wafaon Sy Jurri Thi
Wo Mujh Ko Awaz To Dete Hain, Pukara Nahi Karte
Kehty To Sab Hi Kuch Hain, Magar Kuch Kaha Nahi Karte
Ye Log, Baray Log Hain Tahir
Jo Dhoop Main Ashgaar Banay Hain
Wafaon Ke Badlay Jafa Kar Rahy Hain
Main Kia Kar Raha Hun Wo Kia Kar Rahy Hain