Subah Aata Hun Yahan
Subah Aata Hun Yahan Aur Shaam Ho Jaane Ke Baad
Loot Jata Hun Mein Ghar Nakam Ho Jaane Ke Baad
Subah Aata Hun Yahan Aur Shaam Ho Jaane Ke Baad
Loot Jata Hun Mein Ghar Nakam Ho Jaane Ke Baad
Yaad Rakhna Hi Mohabat Mein Nahi Hai Sab Kuch
Bhol Jana Bhi Bari Baat Hoya Karti Hai
Kisi Bhi Waqt Badal Sakta Hai Lamha Koi
Is Qadar Khush Bhi Na Ho Meri Preshani Par
Khatam Hone Ko Hain Ashkon Ke Zakheray Bhi Jamal
Roye Kab Tak Koi Is Shehr Ki Weraani Par
Jamal Har Shehr Se Hai Payara Wo Shehr Mujh Ko
Jahan Se Dekha Tha Pehli Bar Aasman Main Ne