2205 poems
Meri Qismat Mai Gham Gar Itna Tha Dil Bi Ya Rab Kai Diye Hote
Ham Jis Pe Mar Rahe Hain Wo Hai Baat Hi Kuch Aur Aalam Mein Tuj Se Lakh Sahi Tu Magar Kahan
Ab Yaad Ruftagan Ki Bhi Himat Nahi Rahi Yaaron Ne Kitni Dor Bsayi Hain Bastiyan
Wo Tu Khushbu Hai Hawaon Mein Bikhar Jaye Ga Masla Phol Ka Hai Phol Kidhr Jaye Ga
Ham Aah Bhi Karte Hain Tu Ho Jate Hain Badnam Wo Qatal Bhi Karte Hain Tu Charcha Nahi Hota
Jo Guzari Na Ja Sake Ham Se Ham Ne Wo Zindagi Guzari Hai
Wo Aa Rahe Hain Wo Aate Hain Aa Rahe Hun Gey Shab-e Firaq Ye Keh Kar Guzar Di Ham Ne
Hijr Ka Tara Doob Chla Hai Dhalne Lgi Hai Raat Wasi Qatra Qatra Bars Rahi Hai Ashko Ki Barsat WasiTere Bad Ye Dunya Wale Muj Ko Pagal Kar Dain Ge Khushbo Ke Dais Mai Muj Le Chal Apne Sath Wasi
Kisi Se Juda Hona Agar Itna Asan Hota Faraz Tu Jism Se Roh Ko Lene Kabi Farishte Nahi Aate
Yun Bhi Hazaron Lakhon Mein Tum Intekhab Ho Pora Karo Sawal Tu Phir La-Jawab Ho
Are Tum Bi Nikle Ho Wafa Ki Talash Main Yaqeen Mano Nahi Milti, Nahi Milti, Nahi Milti
Ab Ke Is Bazam Mein Kuch Apna Pata Bhi Dena Paon Par Paon Jo Rakhna Tu Daba Bhi Dena
Aate Aate Mera Naam Sa Reh Gaya Us Ke Honton Peh Kuch Kanpta Reh Gaya
Shayad Tu Kabi Pyasa Meri Tarf Lot Aye Faraz Aankhon Mein Liye Phirta Hon Darya Teri Khatir
Aziyat Musibat Mlamat Balayen Tere Ishq Mein Ham Ne Kya Kya Na Dekha
Safr K Waste Kuch Asbab Aj Day Dalo Bohat Se Duain Aur Naye Khawab Day DaloMere Ghamon Ne Mere Chiraghon Ko Buja Rakha Hai Rah Mai Roshni Ke Liye Kuch Mahtab Aaj De Dalo
Aankhon Ka Tha Qasur Na Dil Ka Qasur Tha Aya Jo Mere Samne Mera Ghuror Tha
Awaz main thehrao tha ankhon main nami thi Aur keh raha tha main ne sab kuch bhula dia
Ae Shoq e Nazara Kya Kehye Nazron Mein Koi Surat Hi Nahi Ae Zoq Tasawur Kya Kejiye Ham Sorat E Jana Bhol Gaye
Bas Jate Hain Dil Mein Ijazat Liye Beghair Wo Log Jinhen Ham Zindagi Bhar Pa Nahi Sakte
Showing 1568 of 2193