Dil ki manzil us taraf hai

Dil ki manzil us taraf hai ghar ka rasta is taraf
Aik chehra us taraf hai aik chehra is tara
Dil ki manzil us taraf hai ghar ka rasta is taraf
Aik chehra us taraf hai aik chehra is tara
Ab Tu Khud Apni Zarorat Bhi Nahi Hai Ham Ko
Wo Bhi Din Thay Ke Kabhi Teri Zarorat Ham Thay
Apny ghar ko wapis jao ro ro kar samjhata hai
Jahan bhi jaon mera saya pechy pechy aata hai
Kia janay kia likha tha usay iztarab main
Qasad ki lash ayi hai khat ke jawab main
Mein Bhi Bohat Ajeeb Hun Itna Ajeeb Hun Keh Bas
Khud Ko Tabah Kar Liya Aur Malal Bhi Nahi
Aks o aaina main ab rabt ho kya tere baad
Ham tu phirty hain khud apnay se khafa tere baad
Tofan-e gham-e ja’na guzar hi jaye ga
dekhna hai hosla kitna badbaan main hai