2205 poems
Tezz Hawayen Aankhon Mein Tu Rait Dukhon Ki Bhar Hi Gayen Jalte Lamhe Rafta Rafta Dil Ko Bhi Julsayen Gey
Ik Teri Brabri Ke Liye Khud Ko Kitna Gira Chuka Hun Mein
Qareeb Hai Yaro Roz-E Mehshar Chupe Ga Kashton Ka Khon Kun Kar Jo Chup Rahe Gi Zaban Khanjar Lahu Pukare Ga Aasteen Ka
Bara Shoq Tha Unhain Mera Aashiana Dekhne Ka Jab Dekhi Meri Gharebi Tu Rasta Badal Lya
Kami Kami Se Thi Kuch Rang o Boye Gulshan Mein Lab Bahar Se Nikli Hui Dua Tum Ho
Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mahsoos Ho Jahan Mein Dil Ko Us Muqam Pe Lata Chala Gaya
Ishq Ko Naghma-E Umeed Suna De Aa Kar Dil Ki Soyi Hui Qismat Ko Jaga De Aa Kar
Chotay Chotay Kyi Be Faiz Mufadat Ke Sath Log Zinda Hai Ajab Sorat-E Halat Ke Sath
Chand Bhi Nikla Sitare Bhi Brabar Nikle Muj Se Achay Tu Shab Gham Ke Muqadar Nikle
Saaf Bach Nikle Ga Wo Bla K Zaheen Hai Mohabat Chor De Ga Qismat K Bhana Kar Ke
Hadod Waqt Se Bahir Ajab Hisaar Mein Hun Main Ik Lamha Hun Sadyon Ke Intezaar Mein Hun
Bohat Ghuror Hai Darya Ko Apne Hone Par Jo Meri Payas Se Uljhe Tu Dhajyan Ur Jayen
Mohabat Tarq Ki Mein Ne Greban Si Liya Mein Ne Zamane Ab Tu Khush Ho Zehar Ye Bhi Pee Liya Mein Ne
Jab Ke Pehlu Se Yaar Uthta Hai Dard Be Ikhtiar Uthta Hai
Jis Tarah Khwab Mere Ho Gaye Raiza Raiza Is Tarah Se Na Kabi Tot Ke Bikhre Koyi
Haal-E Dil Ham Bhi Sunate Lekin Jab Wo Rukhsat Hoya Tab Yaad Aya
Is Eid Par Phir Sath Hain Mere Pardais Tanhai Or Bas Teri Yaadain
Jaante Thy Dono Ham Us Ko Nibah Nahi Sakte Us Ne Waada Kar Liya Mein Ne Bhi Waada Kr Liya
Ghar Jab Bana Liya Tere Dar Par Kahay Beghair Jane Ga Ab Bhi Tu Na Mera Ghar Kahay BeghairKehte Hain Jab Rahi Na Mujhe Taqt-E Sukhan Janoo Kisi Ke Dil Mein Kun-Kar Kahay Beghair
Wo Mera Tha Mera Hai Aur Mera Hi Rahe Ga Qayam Hai Isi Zid Pe Ye Mera Dil Dheet Kahin Ka
Showing 1228 of 2193