2205 poems
Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jaye Ga Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jaye Ga
Log Dewaane Hain Banawat Ke Ham Saadgi Le Kar Kahan Jayen
Mera Karnam-e Zindagi Meri Hasraton Ke Siwa Kuch Nahi Ye Kia Nahi, Wo Hoa Nahi, Ye Mila Nahi, Wo Raha Nahi
Mere Raah Ki Dewaar Banay Hoye Hain Ye Jo Mere Yaar Banay Hoye Hain
Aesa Kya Likhon Ke Tere Dil Ko Tassali Ho Jaye Kya Ye Batana Kafi Nahi Ke Meri Zindagi Ho Tum
Nahi Shikwa Mujhe Kuch Be-wafai Ka Teri Hargiz Gila Tab Ho Agar Tu Ne Kisi Se Bhi Nibhi Ho
Meri Barbaadian Durast Magar Tu Bta Kya Tujhe Sawab Hoa
Ye Aana Koi Aana Hai Ke Bas Rasman Chale Aaye Ye Milna Khak Milna Hai Ke Dil Se Dil Nahi Milta
Itni Milti Hai Meri Ghazalon Se Surat Teri Log Tujh Ko Mera Mehboob Samjhte Hon Gey
Wo Bohat Chalak He Lekin Agar Himat Krein Pehla Pehla Jhoot Hai Us Ko Yaqeen A Jaye Ga
Bichar Gye To Phir Milne K Aas Kia Rakhen Murjaye Hoye Phol Khilne K Aas Kia Rakhen Lgaye Hain Jo Khud Apne Hath Se Anjum Un Zakhmon K Khilne Ki Aas Kia Rakhein
Main Hun Dil Hai Tanhai Hai Tum Bhi Hote Acha Hota
Ishq Nazuk Mazaj Hai Be-Had Aqal Ka Bhoj Utha Nahi Sakta
Ragon Mein Dorte Phirne Ke Ham Nahi Qayal Jab Aankh Se Hi Na Tapka Tu Phir Laho Kya Hai
Ishara Tu Madad Ka Kar Raha Tha Dobne Wala Magar Yaran-e Sahal Ne Salam Alwida Samjha
Har Sham Ye Sawal Mohabat Se Kiya Mila Har Sham Ye Jawab Ke Har Sham Ro Paray
Rehna Na Diya Us Ne Kisi Kaam Ka Mujhe Aur Khak Mein Bhi Mujh Ko Mila Kar Nahi Gya
Bad Qismati Ko Ye Bhi Gawara Na Ho Saka Ham Jis Pe Mar Mitay Wo Hamara Na Ho Saka
Ik Naqsh Ho Na Paye Idhar Se Udhar Mera Jaisa Tumhein Mila Tha Main Waisa Juda Karo
Jisay Anjam Tum Samjhti Ho Ibtida Hai Kisi Kahani Ki
Showing 1268 of 2193