Janay kis raah se

Janay kis raah se aa jaye wo aane wala
Main ne har simat se deewar gira rakhi hai
Ae kash kabhi woh waqt aeye
Mein daur kahin kho jaoon
Woh dhoonday mujh ko nagar nagar
Mein phir nah kabhi usay mil paon
Read More […]
Tanqeed mein kabhi bigra hoya, to kabhi nakara kaha gaya mujhe
Maa bas ik tairay pyar ka sahara sanwaar gaya mujhe
Maa ke ahsaan hain kitney mujh par bayan kaisay karoon
Is ko dekhnay hi se sawab hajj nawaza gaya mujhe
Read More […]
Ham Se Rotha Bhi Gaya Ham Ko Manaya Bhi Gaya
Phir Sabhi Naqsh Ta’luq Ke Mitaye Bhi Gaye
Sari basti qadmon main hai, ye bhi ik fankari hai
Warna badan ko chor ke apna jo kuch hai sarkari hai
Hosla Kis Mein Hai Yusuf Ki Khredari Ka
Ab Tu Mehngyi Ke Charche Hain Zulaikhaon Mein
Dil Ka Kya Hai Dil Ne Kitne Manzir Dekhe Lekin
Aankhen Pagal Ho Jati Hain Aik Khayal Se Pehle
Kis Liye Mohsin Kisi Be Muhar Ko Apna Kahon
Dil Ke Sheshy Ko Kisi Pathar Se Kyun Takraon Main