2205 poems
Bewafai Pey Teri Jee Hai Fida Qahar Hota Jo Bawafa Hota
Kitne Aesh Se Rehte Hun Gey Kitne Itraate Hun Gey Jaane Kese Log Wo Hun Gey Jo Us Ko Bhaate Hun Gey
Har Ik Shab Meri Taza Azab Main Guzri Tumhare Bad Tumhare Hi Khuwab Main Guzri Mai Ik Phol Hoon Wo Muj Ko Rakh Ke Bhol Gaya Tmam Umar Usi Ki Kitab Main Guzri
Talash Karni Thi Ik Roz Apni Zaat Mujhe Ye Bhoot Bhi Mere Sar Par Sawar Hona Tha
Teri Sorat Se Kisi Ki Nahi Milti Sorat Ham Jahan Mai Teri Tasveer Lye Phirte Hain
Mere Sene Mein Dil Hai Ya Koi Shahzada Khud Sar Kisi Din Is Ko Taj O Takht Se Mehroom Kar Dekhon
Barson Guzar Gye Ro Kar Nahi Dekha Aankhon Mai Neend Thi So Kar Nahi Dekha Wo Kya Jane Dard Mohabat Ka Jis Ne Kisi Ka Ho Kar Nahi Dekha
Is Ka Rona Nahi Kyun Tum Ne Kya Dil Barbad Is Ka Gham Hai Ke Bohat Dair Mein Barbad Kya
Ik Safar Mein Koi Dobara Nahi Lut Sakta Ab Dobara Teri Chahat Nahi Ki Ja Sakti
Tum Ho Ik Zinda Javaid Rawayat Ke Chiragh Tum Koi Shaam Ka Soraj Ho Keh Dhal Jao Gey
Sun Tu Sahi Jahan Mein Hai Tera Fasana Kya Kehti Hai Tujh Ko Khalaq-e Khuda Ghayebana Kya
Bhulai Nahi Ja Saken Gey Ye Batain Tumhein Yaad Ayen Gey Ham, Yaad Rakhna
Behis Hain Yahan Log Bhla Socha Ke Karna Is Door Main Logon Se Wafa Soch Ke Karna Gul Shakh Se Bichre To Kahin Ka Nahi Rehta Tum Zaat Meri Khud Se Juda Soch Ke Karna
Jin Ki Khatir Shehr Bhi Chora Jin Ke Liye Badnam Hoye Aaj Wohi Ham Se Begane Begane Se Rehty Hain
Kashti Bi Nahi Badli Darya Bi Nahi Badla Aur Dobne Walon Ka Jazba Bi Nahi Badla Hai Shoq-e Safr Aesa Ik Arse Se Yaro Manzal Bi Nahi Pai Rasta Bi Nahi Badla
Ham Aese Sada Dilon Ki Nayaz Mandi Se Buton Ne Ki Hai Jahan Mein Khudayan Kya Kya
Is Qadar Khamoshi Hai Charon Taraf Zehan Sochay Tu Shor Hota Hai
Chup Chap Sunti Rehti Hai Pehron Shab-e Firaq Tasveer Yaar Ko Hai Meri Guftagu Pasand
Ye Jo Raat Din Mere Sath Hain, Wohi Ajnabi K Hain Ajnabi Wo Jo Dharkno Ke Asas Thay, Wohi Log Muj Se Bichar Gaye
Aankg Jo Kuch Dekhti Hai Lab Pe Aa Sakta Nahi Mahv-e Hairat Hun Keh Dunya Kya Se Kya Ho Jaye Gi
Showing 1248 of 2193