2205 poems
Khuda Se Mang Jo Kuch Maangna Hai Akbar Yehi Wo Dar Hai Ke Zillat Nahi Sawal Ke Bad
Koi Aey Shakeel Pochey Ye Junon Nahi Tu Kya Hai Ke Usi Ke Ho Gaye Ham Jo Na Ho Saka Hmara
Hazar Dard Ke Rango Se Aashna Thi Nazar Phir ik Khawab e Siyyah Kha Gaya Meri Aankhein
Be Naam Se Ik Khof Se Dil Kyun Hai Preshan Jab Tey Hai Keh Kuch Waqt Se Pehle Nahi Hoga
Wo Je Gheet Tum Ne Suna Nahi Meri Umar Bhar Ka Riaz Tha Mere Dard Ki Thi Dastan Jisay Tum Hansi Mein Ura Gaye
She walks in beauty, like the night Of cloudless climes and starry skies; And all that's best of dark and bright Meet in her aspect and her eyes: Thus mellow'd to that tender light Which heaven to gaudy day denies.
Jese Meri Nigah Ne Dekha Na Ho Kabhi Mahsoos Ye Hoya Tujhe Har Baar Dekh Kar
Aur Is Se Pehle Ke Sabat Ho Jurm Khamoshi Ham Apni Raye Ka Izhar Karna Chahte Hain
Us Ne Pocha Mere Bghair G Lo Ge Mai Ne Kha Aaho… Aedi Tu Oxygen
Khawab Hi Khawab Kab Talak Dekhon Kash Tujh Ko Bhi Aik Jhalak Dekhon
Chupke Chupke Raat Din Aansu Bahana Yaad Hai Ham Ko Ab Tak Aasqhi Ka Wo Zamana Yaad HaiBa-Hazaran Iztarab O Sad Harazan Ishtiaq Tujh Se Wo Pehle Pehl Dil Ka Lagana Yaad Hai
Dushmani Lakh Sahi Khatam Na Kejiye Rishta Dil Milay Ya Na Milay Hath Milate Rehye
Badla Hoya Hai Aaj Mere Aansuon Ka Rang Kya Dil Ke Zakhm Ka Koi Tanka Udhar Gaya
Wo Jo Ham Main Tum Main Qarar Tha Tuhmain Yaad Ho K Na Yaad Ho Wohi Yani Wada Nibah Ka Tuhmain Yaad Ho K Na Yaad HoWo Jo Lutf Muj Pe Thay Beshtar Wo Karam Ka Tha Mere Hal Par Muje Sab Hai Yaad Zara Zara Tuhmain Yaad Ho K Na Yaad Ho
Khalono Ke Liye Bachy Abhi Tak Jagte Hon Gey Tujhey Ae Muflasi Koi Bahana Dhond Lena Hai
Dil Ki Tamanna Thi Masti Mein Manzil Se Bhi Dor Nikle Apna Bhi Koi Sathi Hota Ham Bhi Behakte Chalte Chalte
Ab Ye Tay Hoa Ka Aaj Phir Mulaqat Krain Gey Barso Ki Dosti Par Phir Se Baat Krain GeyJarain Gey Taluqat Se Yun Faslon Ki Dhol Baaton Mai Mehv Ho Ke Subah Se Raat Krain Gey
Dushmano Se Pasheman Hona Para Hai Doston Ka Khuloos Aazmane Ke Baad
Chand Umeedain Nichori Thi Tu Aahen Tapki Dil Ko Piglaen Tu Ho Sakta Hai Sansen Niklen
Is Shehr Mein Kai Saal Se Mere Kuch Qareebi Aziz Hain Unhen Meri Koi Khabar Nahi, Mujhe Un Ka Koi Pata Nahi
Showing 1208 of 2193