Kitni qatil hai ye aarzoo

Kitni qatil hai ye aarzoo zindagi ki
Mer jate ha kisi pr log jene ke liye
Tamashbeni ke kothay main rooh dafna ke aya hon
Main bari mushkil se apni laash utha ke laya hon
Ab Aur Kya Kisi Se Marasam Barhyen Ham
Ye Bhi Bohat Hai Tuj Ko Agar Bhol Jayen Ham
Mohabat Ke Gharon Ke Kache Pan Ko Ye Kahan Samjhen
In Aankhon Ko Tu Bas Aata Hai Barsaten Bari Karna
Ek Raat Hui Barsat Bohat
Mein Roya Sari Raat Bohat
Har Gham Tha Zamane Ka Lekin
Mein Tanha Tha Us Raat Bohat
Phir Aankh Se Ik Sawan Barsa
Jab Sehar Hui To Khayal Aya
Wo Badal Kitna Tanha Tha
Jo Barsa Sari Raat Bohat
Sabi Kuch Ho Chuka Un Ka Hamara Kya Raha Hasrat
Na Dein Apna, Na Dil Apna, Na Jan Apni, Na Tan Apna
Jab Milo Kisi Se Tu Zara Door Ki Yaari Rakhna
Jaan Lewa Hote Hain Aksar Sene Se Lagane Wale
Wo Zard Patoon Ki Pahli Barish
Aur Mosmon Ka Machalte Rehna
Wo Gungati Lehron Ki Sargam
Aur Yun Teri Yaadon Ka Sulgate Rehna
Wo Nange Paon Dhop Mein Chalna
Aur Dukhon Ko Ginte Rehna
Read More […]