2205 poems
Sabar Ka Daman Kis Qadar Thamay Rakho Ab Tu Daman Chaak Hone Ko Hai, Hath Laho-Lahan Hone Ko Hai
Na Koi Wa’ada Na Koi Yaqeen Na Koi Umeed Magar Hmain Tu Tera Intizaar Karna Tha
Gharon Pe Naam Thay Naamon Ke Sath Uhday Thay Bohat Talash Kya Koi Aadmi Na Mila
Wohi Hai Rang Magar Bo Hai Kuch Lahu Jesi Ye Ab Ki Fasal Mein Khilte Gulab Kese Hain
Zeesat Ka Aetbar Kya Hai Ameer Aadmi Bulbala Hai Pani Ka
Shab Ke Sanate Mein Ye Kis Ka Laho Gata Hai Sarhad Dard Se Ye Kis Ki Sada Aati Hai
Kuch Tu Tanhai Ki Raaton Mein Sahara Hota Tun Na Hote Na Sahi Zikar Tumhara Hota
Jo Meri Khushbu Ke Chiragh Thay Jo Meri Umeed Ke Bagh Thay Wo Log Hai Meri Aarzo Wohi Soraten Mujhe Chahyen
Pata Ab Tak Nahi Badla Hamara Wohi Ghar Hai Wohi Qissa Hamara
Yahan Kisi Ko Bhi Kuch Hasb-E Aarzo Na Mila Kisi Ko Ham Na Milay Aur Ham Ko Tu Na Mila
Main Abhi Tafl-e Maktab Hun Mujh Ko Samjhaya Jaye Dil Mar Sa Gaya Hai, Dafnaya Jaye Ke Jalaya Jaye
Wese Tu Ik Aanso Hi Baha Kar Mujhe Le Jaye Aesay Koi Tufan Hila Bhi Nahi Sakta
Zindagi Sang-E Dar-E Yaar Se Aage Na Barhi Aashqui Matla-E Dedaar Se Aage Na BarhiTergi Kesoye Khamdar Se Aage Na Barhi Roshni Tabish-E Rukhsaar Se Aage Na Barhi
Khud-Garz Hota Tu Hjoom Hota Sath Mukhlis Hoon Is Liye Tu Tanha Hoon
Jahan Talak Bhi Ye Sehra Dikhai Deta Hai Meri Tarah Se Akela Dikhai Deta Hai
Takhta Dar Par Chahye Jisay Latka Di Jiye Itne Logo Mein Gunah-Gar Koi Tu Ho Ga
Aqal Aai Hai Dair Se Kaam Kar Gaya Ishq Ab To
Aey Dil Be Qarar Chup Ho Ja Ja Chuki Hai Bahar Chup Ho Ja
Mohabat Mein Ye Kya Muqam Aa Rahe Hain Ke Manzil Pe Hain Aur Chale Ja Rahe Hain
Jamal Har Shehr Se Hai Payara Wo Shehr Mujh Ko Jahan Se Dekha Tha Pehli Bar Aasman Main Ne
Showing 1068 of 2193