The poem
Read it in Urdu script-
Ek Raat Hui Barsat Bohat Mein Roya Sari Raat Bohat
-
Har Gham Tha Zamane Ka Lekin Mein Tanha Tha Us Raat Bohat
-
Phir Aankh Se Ik Sawan Barsa Jab Sehar Hui To Khayal Aya
-
Wo Badal Kitna Tanha Tha Jo Barsa Sari Raat Bohat


