2205 poems
Fitrat Ko Khurd Ke Ro Bar Ro Kar Taskheer Maqam Rang O Bo KarTu Apni Khudi Ko Kho Chuka Hai Khoi Hui Shay Ki Justaju Kar
Main Apni Zaat Main Neelam Ho Raha Hoon Qateel Gham-e Hayat Se Keh Do Khreed Laye Muje
Main Aane Wale Zamano Se Dar Raha Hun Faraz Ke Main Ne Dekhi Hain Aankhen Udas Logo Ki
Jab Hoya Zikar Zamane Mein Mohabat Ka Shakeel Mjuh Ko Apne Dil-E Nakam Pe Rona Aya
Jo Chahti Dunya Hai Wo Mujh Se Nahi Ho Ga Samjhota Koi Khwab Ke Badle Nahi Ho Ga
Apne Honton Par Sajana Chahta Hun Aa Tuje Mein Gungnana Chahta HunKoi Aansu Tere Daman Par Gir Kar Bond Ko Moti Bnana Chahta Hun
Khamoshi Se Musebat Aur Bhi Sangeen Hoti Hai Tarap Aey Dil Tarpne Se Zara Taskeen Hoti Hai
Hairat Se Saare Lafz Usay Dekhte Rahy Baaton Mein Apni Baat Ko Kesa Badal Gaya
Aik Tarf Tere Husn Ki Hairat Aik Tarf Dunya Aur Dunya Mein Dair Talak Thehra Nahi Ja Sakta
Kal Matam Be Qeemat Ho Ga Aaj Un Ki Toqeer Karo Dekho Khon Jigar Se Kya Kya Likhte Hain Afsane Log
Dhoop Mein Niklo Ghataon Mein Naha Kar Dekho Zindagi Kya Hai Kitabon Ko Hata Kar Dekho
Tumhare Shehr Mein Mayat Ko Sab Kandha Nahi Dete Hamare Gaon Mein Chapar Bhi Sab Mil Kar Uthate Hain
Aakhir Dua Krein Bhi Tu Kis Mudaa Ke Sath Kese Zamin Ke Baat Kahin Aasman Se Ham
Mat Poch Ye Ke Raat Kati Kun Kr Tujh Baghair Is Guftagu Se Faida Payare Guzar Gayi
Jafa Ke Zikar Par Tum Kun Sambhal Kar Beth Gaye Tumhari Baat Nahi Baat Hai Zamane Ki
Tamana Teri Hai Agar Hai Tamana Teri Aarzu Hai Agar Aarzu Hai
Aesa Nahi Ke Un Se Mohabat Nahi Rahi Jazbaat Mein Wo Pehli Se Shidat Nahi Rahi
Dil Dharkne Ka Sabab Yaad Aya Wo Teri Yaad Thi Ab Yaad Aya
Tere Lafzon Mein Wo Tafseel Kahan Apni Aankhon Se Kaho Baat Krein
Muda Ke Baad Us Ne Jo Ki Lutf Ki Nigah Ji Khush Tu Ho Gya Magar Aansu Nikal Parey
Showing 1108 of 2193