Sab qatal ho ke

Sab qatal ho ke tere muqabil se aaye hain
Ham log surkharo hain ke manzil se aye hain
Sab qatal ho ke tere muqabil se aaye hain
Ham log surkharo hain ke manzil se aye hain
Aalam-e Mohabat Mein
Ik Kamal Wehsaht Mein
Be Sabab Rafaqt Mein
Dukh Uthana Parta Hai
Titliyan Pakrne Ko
Door Jana Parta Hai
Ghalat thehra har koi meri pehchan mein
Allag tasveer thi meri marey gumaan mein
Bigaar kar insaan is zameen ke khadd-o-khaal
Talaash karta hai naya ghar aasman mein
Darasal apna hi aks daikhta hai har koi
Lagey hain har taraf aaiine jahan mein
Hum bhi kya farmaish krte hain
Tujh se mulaqat ki khuahish krte hain
Ashk aankhon mein thay
Chehray pay thi udasi
Sab sun ke ru paray
Aisi thi us ki kahani