2205 poems
Shab Intzaar Ki Kashmakash Mein Nah Pooch Kaisay Sehar Hui Kabhi Ik Chairag Jala Diya Kabhi Ik Chairag Bujha Diya
Na Takht Mila Mujhy, Na Saza Mili Mujhy Muhabbat Ny Kis Jagah Dafna Dia Mujhy
Dil Se Jo Baat Nikalti Hai, Asar Rakhti Hai Par Nahin, Taaqat-e-Parwaaz Magar Rakhti Hai
Gham Hai Nah Ab Khushi Hai Nah Umeed Hai Nah Yaas Sab Se Nijaat Paye Zamane Guzar Gaye
Bas Ik Jhijak Hai Yehi Hal-E Dil Sunane Mein Ke Tera Zikar Bhi Aaye Ga Is Fasane Mein
Bayan Khawab Ki Terhan Jo Kar Raha Hai Yeh Qissa Hai Jab Ka Keh Aatish Jawan Tha
Woh Aik Din Aik Ajnabi Ko Meri Kahani Suna Raha Tha
Koi Aaya Nah Aaye Ga Lekin Kya Karen Gar Nah Intezaar Karen
Aa Ke Lehd Pe Meri Kabi Dua Karna Jo Reh Gaye Wo Wa'ade Bhi Nibah KarnaYe Mana Ke Tu Bhi Dil Se Hai Mera Koi Hai Majbori Ye Jafa Karna
Koi Haath Bhi Nah Milaye Ga Jo Galay Milo Ge Tapaak Se Yeh Naye Mizaaj Ka Shehar Hai Zara Faaslay Se Mila Karo
Wo Jo Ishq Tha Wo Khayal Tha Ye Jo Hijar Hai Ye Naseeb Hai
Ye Ihtimam Chiraghan Baja Sahi Lekin Sahar Tu Ho Nahi Sakti Diye Jalane Se
Us Ki Hasrat Hai Jisay Dil Se Mita Bhi Nah Sakoon Dhondne Is Ko Chala Hon Jisay Pa Bhi Nah Sakoon
Kaam Ab Koi Nah Aeye Ga Bas Ik Dil Ke Siwa Rastay Band Hain Sab Koocha Qaatil Ke SiwaBaais Rashk Hai Tanha Roe Reh Ro Shoq Hum Safar Koi Nahi Dori Manzil Ke Siwa
Chaman Mein Rehne Walon Se To Hum Sehraa Nashen Achay Bahhar Aa Ke Chali Jati Hai Weerani Nahi Jati
Meri Poshaak To Pehchan Nahi Hai Meri Dil Mein Bhi Jhaank Meri Zahiri Haalat Pay Nah Ja
Har Ik Mosam Mai Wo Andaz Badalta Hoa Nazar Aye Khazan Ho Ya Barsat Wo Machlta Hoa Nazar AyePathar Ka Jo Banta Tha Wo Skahks Ab Ham Ko Halki Se Ik Chot Pe Pigalta Hoya Nazar Aye
Tum Aaye Ho Tumhe Bhi Aazma Kar Dekh Leta Hon Tumahray Sath Bhi Kuch Door Ja Kar Dekh Leta Hon
Mujhe Pasand Nahi Aesay Karobar Mein Hun Ye Jabar Hai Ke Mein Khud Apne Ikhtiar Mein Hun
Kabi Kabi Karta Hai Shikayat Teri Aamir Kisi Din Dil Apna Main Jala Dun Ga
Showing 968 of 2193