Ahl-e wafa se tark-e taaluq

Ahl-e wafa se tark-e taaluq kar lo paar ik baat kahen
Kal tum un ko yaad karo gey kal tum unhain pukaro gey
Ahl-e wafa se tark-e taaluq kar lo paar ik baat kahen
Kal tum un ko yaad karo gey kal tum unhain pukaro gey
Teri sorat se hai aalim main baharon ko sabat
Teri aankhon ke siwa dunya main rakha kia hai
Aik hi hadsa tu hai aur wo yeh ki aaj tak
Baat nahi kahi gayi baat nahi suni gayi
Soorma Jis Ke Kinaron Se Palat Aate Hain
Main Ne Kashti Ko Utara Hai Usi Paani Mein
Mein khayaal hon kisi aur ka mujhe sochta koi aur hai
Sar aaina mera aks hai pas-e aaina koi aur hai
Hazaar Raah Chalay Phir Woh Reh Guzar Aayi
Ke Ik Safar Mein Rahay Aur Har Safar Se Gaye
Haq ko haq kehnay se jo dartay nahi hain
Woh mar bhi jayen agar to martay nahi hain
Kuch to baat hai haq ki karfrmayi mein
Be wajah yuhin sir katete nahi hain
Read More […]