2205 poems
Eid Aayi Tum Na Aaye Kya Mazaa Hai Eid Ka Eid Hi Tu Naam Hai Ik Dosray Ki Deed Ka
Woh Waqt Bhi Aata Hai Jab Aankhon Mein Hamari Phirti Hain Woh Shakalain Jinhein Dekha Nahi Hota
Chehray Say Thakan Ab Tapakti Hai Keh Ik Arsa Gunahon Main Masroof Raha Hun
Chup Chaap Baithy Rehtay Hain Kuch Boltay Nahi Bachay Biggar Gaye Hain Bohat Dekh Bhaal Se
Shaadi Ka Aik Din Moeyan Hai Neend Kun Raat Bhar Nahi Aati
Mera Jo Kabhi Mujh Se Hi Saamna Ho Main Khud Pe Kiye Sitam Ki Saza Pochon Ga
Mujh Ko Aap Khud Se Juda Na Ki Jiye Hain Aap Se Mukamal, Aadha Na Ki Jiye Raigan Na Jaye Ye Zindagi Aap Ki Yun Khud Ko Mujh Pe Fana Na Ki Jiye
Tere Hote Hoye Aa Jati Thi Sari Dunya Aaj Tanha Hun Tu Koi Nahi Aane Wala
Qyamat Tak Sajde Mai Rhe Sar Mera Ae Khuda K Teri Namton K Shukar Ke Liye Ye Zindagi Kafi Nahi
Hajj Ka Safar Hai Is Mein Koi Sath Bhi To Ho Parda Nashen Se Apni Mulaqaat Bhi To HoKab Se Tehal Rahay Hain Garibaan Khol Kar Khaali Ghata Ko Kya Karen Barsaat Bhi To Ho
Koi Batlao Ke Ik Umer Ka Bichra Mehboob Itfaqan Kahin Mil Jaye Tu Kya Kehte Hain
Usay Gumaan Tha Ke Hazaron Milen Gey Mujh Jese Shakista Lota Tu Lipat Gaya Mujh Se Chup Chaap
Laga Ke Aag Sene Main Chale Ho Tum Kahan Abi Tu Rakh Urne Do Tmasha Aur Bi Ho Ga
Ishq Tujhe Tawaan Main Kya Chahye Meri Bazyabi Ke Liye Kya Jaan Chahye
Teri Bewafai Ka Gham Tu Nahi Magar Tu Bewafa Hai Dukh Ye Bhi Kam Nahi
Lafz Tote Lab-e Izhaar Tak Aate Aate Mar Gaye Ham Tere Mayar Tak Aate Aate
Aata Hai Kon Kon Tere Gham Ko Baantane Zahid Tu Apni Moat Ki Afwah Ura Ke Dekh
Muskarate Hoye Milta Hun Kisi Se Jo Zafar Saaf Pehchan Liya Jata Hun Roya Hoya Main
Apne Chchre Se Jo Zahir Hain Chupayen Kese Teri Marzi Ki Mutabiz Nazar Ayen Kese
Apne Shadaab Haseen Chehry Pe Maghroor Na Ho Zard Chehron Pe Jo Likhay Hain Sawalat Samjh
Showing 868 of 2193