2205 poems
Woh Hum Se Daur Hotay Ja Rahay Hain Bohat Maghrour Hotay Ja Rahay Hain
Pichlle Safar Mein Jo Kuch Beeta Beeet Gaya Yaaro Lekin Agla Safar Jab Bhi Tum Karna Dekho Tanha Mat Karna
Qandeel Mah-O Mehar Ka Aflak Pe Hona Kuch Is Se Zayda Hai Mera Khak Pe Hona
Judah ho kar bhi tera wapis aa jana Qayamat ki ek nishani lagta hai
Aaina Khud Bhi Sanwerta Tha Hamari Khatir Hum Tere Wastay Tayyar Hoya Karte Thay
Uski Mulaqat Mujhe Mulaqat Nahi Lagti Wo To Aank Khultay Hi Chala Jata Hai
Palat Sakoo Hi Nah Agay Hi Barh Sakoo Jis Par Mujhe Yeh Kon Se Raste Laga Gaya Ik Shakhs
Jitni Buri Kahi Jati Hai Itni Buri Nahi Hai Duniya Bachon Ke School Mein Shayad Tum Se Mili Nahi Hai Duniya
Bachon Ki Fee Un Ki Kitaaben Qalam Dawaat Meri Ghareeb Aankhon Mein School Chubh Gaya
Apne Ihsaas Se Cho Kar Muje Sandal Kar Do Main Ke Sadiyon Se Adhora Hon Mukamal Kar DoNa Tumhain Hosh Rahe Aur Na Muje Hosh Rahe Is Qadar Toot Ke Chaho Muje Pagal Kar Do
Tere Siwa Bhi Kahin Thi Panah Bhool Gaye Nikal Ke Ham Tri Mehfil Se Raah Bhool Gaye
Yeh Kehna Tha Un Se Mohabbat Hai Mujh Ko Yeh Kehnay Mein Mujh Ko Zamane Lagey Hain
Jhuki Jhuki Si Nazar Be Qarar Hai Ken Ahi Daba Daba Sa Sahi Dil Mein Payar Hai Ke Nahi
Main Apne Aap Ko Sulga Raha Hun Is Tawaqaa Per Kabhi Tu Aag Bharke Gi Kabhi Tu Roshni Ho Gi
Ab Mulaqaat Hui Hai To Mulaqaat Rahay Nah Mulaqaat Thi Jab Tak Ke Mulaqaat Nah Thi
Ruke Ruke Se Qadam Ruk Ke Baar Baar Chalay Qarar Day Ke Tre Dar Se Be Qarar Chalay
Koi Samjhay To Aik Baat Kahoon Ishhq Tofeq Hai Gunah Nahi
Kabhi Kabhi Tu Chalak Parti Hai Yun Hi Aankhen Udas Hone Ka Koi Sabab Nahi Hota
Har Lamha Pukara Usay, Har Waqat Sada Di Yun Khud Jala Yun Hi Raqeeb Jalaye HainAb Ki Baar Aaye Ga Tu Na Ja Paaye Ga Aamir Naam Likh Us Ka Yun Dar-o Dewaar Sajaye Hain
Koi Yaado Se Jor Le Hum Ko Hum Bhi Ik Toot-Ta Sa Rishta Hain
Showing 908 of 2193