The poem
Read it in Urdu script-
Haq ko haq kehnay se jo dartay nahi hain Woh mar bhi jayen agar to martay nahi hain
-
Kuch to baat hai haq ki karfrmayi mein Be wajah yuhin sir katete nahi hain
-
Misl-e haider yaqeen un ka kkhuda par hota hai Lashkar o sipahh ki fikar woh karte nahi hain
-
Hota hai maqsad bas hasool-e raza-e elahi Momin duniya ki khatir lartay nahi hain
Submitted by Mehar Ali


