Sudharein Sheikh Kaaba Ko

Sudharein Sheikh Kaaba Ko Ham Inglistan Dekhen Gey
Wo Dekhen Ghar Khuda Ka Ham Khuda Ki Shan Dekhen Gey
Sudharein Sheikh Kaaba Ko Ham Inglistan Dekhen Gey
Wo Dekhen Ghar Khuda Ka Ham Khuda Ki Shan Dekhen Gey
Yeh fakhr to haasil hai buray hain ke bhallay hain
Do chaar qadam hum bhi teray sath chalay hain
Jalna to charaghoon ka muqaddar hai azal se
Yeh dil ke kanwal hain ke bujhe hain nah jalay hain
Read More […]
Eid ab ke bhi gayi yun hi kisi ne nah kaha
Ke tre yaar ko hum tujh se mila dete hain
Jhoot kun bolain farogh-e maslihaat ke naam par
Zindagi pyari sahi lekin hamain marna tu hai
Aankhein noch li gyi, zuban kaat le gyi
Par ab bhi mere hathon main raks-e qalam jari hai
Mujh ko ye hosh hi na tha, tu mere bazaon main hai
Yani tujhy abhi talak main ne raha nahi kia
Eid Poetry
Tuhfa duaon ka tumhain puhnchy mera
Sada rahe tumhare gird khusion ka ghera
Musaraten tumhain eid ki mubarak hoon
Tumhari zeesat main na aye kabi ghamon ka pheera