Ghalti Karte Rahe Ghalib

Umar Bhar Ham Yun Hi Ghalti Karte Rahe Ghalib
Dhol Chehray Par Thi Aur Ham Aeina Saaf Karte Rahe
Umar Bhar Ham Yun Hi Ghalti Karte Rahe Ghalib
Dhol Chehray Par Thi Aur Ham Aeina Saaf Karte Rahe
Na Pocho Kis Kharabe Main Paray Hain
Tahe Abr-e Rawan Payase Khare Hain
Zara Ghar Se Nikal Kar Dekh Nasir
Chama Main Kis Qadar Patte Jhare Hain
Ye Aaj Kon Se Tufan Main Hai Safeena-e Dil
Ke Door Door Kinare Nazar Nahi Aate
Hujoon Yas Hai Or Manzlon Andhera Hai
Wo Raat Hai Ke Sitare Nazar Nahi Aate
Kabi Aansu,kabi khushbu,kabi naghma ban kr
hamse hr shaam mili hai tera chehra ban kr
chand nikla hai tere aankh k aansu ki tarhan
phool mehke hain tere zulf ka saya ban kr
meri jaagi hui raton ko usi ki hai talaash
so raha hai tri ankhon main jo sapna bn kr
dil k kaghaz pr utarta hai jo sheron ki tarhan
mere honton pr machalta hai jo naghma ban kr
mera kya haal hai kbi aa kr tu dekh to le
jee raha hun tera bhoola hua wada ban kr
din k ujaley main b nai bujti tere chehre ki chamak
ruh main pheel gya hai jo ujala ban kr
dhup main khoo gya hai hath chura kr wo ajnabi
ghar se sath chala tha jo mera saya ban kr
kbi ansoo,kbi khusbu,kbi naghma ban kr
hmse hr shaam mili hai tera chehra ban kr
Dil Ko Cho Jati Hai Yun Raat Ki Awaz Kabi Zaid
Chonk Uthti Ho Khain Tu Ne Pukara Hi Na Ho
Be Fazol Si Gal Par Ar Kar Sute Rahe
Dhupe Pye Pye Sar Gaye Sar Kar Sute Rahe
Biwi Ne Dabkya To Wo Gabar Kar
Ghalat Train Par Char Gaye, Char Kar Sute Rahe
Read More […]
Tum Se Pehle Wo Jo Ik Shakhs Yahan Takht Nashen Tha
Us Ko Bi Apne Khuda Hone Par Itna Hi Yaqen Tha
Koi Thehra Ho Jo Logo Ke Mad-e Muqabal To Btao
Wo Kahan Hain K Jinhain Naaz Bahut Apne Tain Tha
Ab Wo Phirte Hain Isi Shehr Main Tanha Liye Dil Ko
Ik Zamane Main Mazaj Un Ka Sare Arsh Barin Tha
Husn Ki Toop Ka Gola Mara Tera Kakh Na Rahe
Tuj Par Gir Jaye Kutbi Tara Tera Khakh Na Rahe
Banking Counsil Teri Har Shay Karqi Kar Dain
Char Jaye Tuj Par Karza Bhara Tera Kakh Na Rahe
Read More […]