Raste ka intikhab zurori sa ho gaya

Raste ka intikhab zurori sa ho gaya
Ab ekhtataam baab zurori sa ho gaya
Hum chup rahay to aur bhi ilzaam aaye ga
Ab kuch nah kuch jawab zurori sa ho gaya Continue reading “Raste ka intikhab zurori sa ho gaya”
Zehar de do isi bahany se

Jankani main mareez hasti hai
Mangta hai dawa zamany se
Chara sazon sunehri moqa
Zehar de do isi bahany se
Chaba Lain Kun Na Khud Hi

Chaba Lain Kun Na Khud Hi Apna Dhancha
Tumhain Ratab Muhaya Kyun Krein Ham
Kon sa aasaib dil main basta hai

Na janay kon sa aasaib dil main basta hai
Keh jo bhi thehra wo aakhir makan chor gaya
Bey noor si lagti hai

Bey noor si lagti hai us se bichar kar zindagi
Zaid ab chirgh to jalty hain magar ujala nahi karty
Mujhy ishq uthata hai

Mere kano ko dastak ki zaroorat nahi parti
Mujhy ishq uthata hai azaan se pehly
Bholi hui sada hon mujhe yaad kijiye

Bholi hui sada hon mujhe yaad kijiye
Tum se kahin mila hon mujhe yaad kijiye
Manzil nahi hon khizr nahi rahzan nahi
Manzil ka rasta hon mujhe yaad kijiye Continue reading “Bholi hui sada hon mujhe yaad kijiye”